Starring | Anwar, Balraj Sahni, Durga Khote, Jagdeep, Nanda, Om Prakash, Pandari Bhai, Shyama |
---|---|
Music | Krishnan , Panju |
Director | Chitragupta |
Producer | AVM |
Year | 1957 |
chal u.D jaa re pa.nchhii (2) ki ab ye desh huaa begaanaa
chal u.D jaa re pa.nchhii ...
khatam hue din us Daalii ke jis par teraa baseraa thaa
aaj yahaa.N aur kal ho vahaa.N ye jogii vaalaa pheraa thaa
sadaa rahaa hai is duniyaa me.n kisakaa aabuu\-daanaa
chal u.D jaa re pa.nchhii ...
tUne tinakaa\-tinakaa chun kar, nagarii ek basaa_ii
baarish me.n terii bhiigii kaayA, dhuup me.n garamii chhAii
Gam naa kar jo terii mehanat tere kaam naa aaii
achchhaa hai kuchh le jaane se dekar hii kuchh jaanaa
chal u.D jaa re pa.nchhii ...
bhuul jaa ab vo mast havaa vo u.Danaa Daalii\-Daalii
jab aa.Nkh kii kaa.NTaa ban gaI, chaal terii matavaalii
kaun bhalaa us baag ko pUchhe, ho naa jisakaa maalii
terii qismat me.n likhaa hai jiite jii mar jaanaa
chal u.D jaa re pa.nchhii ...
rote hai.n vo pa.Nkh\-pakheruu saath tere jo khele
jinake saath lagaaye tUne aramaano.n ke mele
bhiigii aa.Nkho.n se hii unakii, aaj duaaye.n le le
kisako pataa ab is nagarii me.n kab ho teraa aanaa
chal u.D jaa re pa.nchhii ...