Deewane - Indian Lyrics


Deewane

Deewana Main Na Tha Deewana Ban Gaya

Kab Kaise Aur Kya Afsaana Ban Gaya

Na Tujhe Hai Khabar Na Mujhe Hai Magar

Jaane Kab Kaise Dil Mil Gaya

Deewani Main Ho Gayi Deewana Main Ho Gaya

Deewani Main Ho Gayi Deewana Main Ho Gaya

Deewana Tu Na Tha Deewana Ban Gaya

Kab Kaise Aur Kya Afsaana Ban Gaya

Jadoo Nigahon Ka Teri Mujhpe Asar Kar Gaya Hai

Jadoo Nigahon Ka Teri Mujhpe Asar Kar Gaya Hai

Dil Deewana Tumhara Vaada Koi Kar Gaya Hai

Maine Maana Meri Jaan Maine Maana

Dil Jo Bola Wohi Kar Diya

Deewani Main Ho Gayi Deewana Main Ho Gaya

Deewani Main Ho Gayi Deewana Main Ho Gaya

Deewana Main Na Tha Deewana Ban Gaya

Dhadkane Sun Rahi Hai Dhadkano Ki Zubaan Ko

Dhadkane Sun Rahi Hai Dhadkano Ki Zubaan Ko

Aisa Haseen Ho Nazara To Kaise Na Armaan Jawan Ho

Tere Bin Ek Pal Nahin Jeena

Maine Yeh Faisla Kar Liya

Deewani Main Ho Gayi Deewana Main Ho Gaya

Deewani Main Ho Gayi Deewana Main Ho Gaya

Deewana Main Na Tha Deewana Ban Gaya

Kab Kaise Aur Kya Afsaana Ban Gaya

Na Tujhe Hai Khabar Na Mujhe Hai Magar

Jaane Kab Kaise Dil Mil Gaya

Deewani Main Ho Gayi Deewana Main Ho Gaya

Deewana Main Ho Gaya

5 Comments