Yeh Pyar - Indian Lyrics

Yeh Pyar

Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka

Na Pyar Se Bach Saka Dil Kisi Ka

Hona Hai Hona Hai Pyar Kabhi To Hona Hai

Khona Hai Khona Hai Dil Kabhi To Khona Hai

Tadapna Hai Tarasna Hai Aakhir Pyar To Karna Hai

Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka

Na Pyar Se Bach Saka Dil Kisi Ka

Band Rehkar Yeh Zubaan Karti Hain Baatein Yahan

Haan Badi Hi Mushkil Se Ratein Kat Ti Hain Yahan

Kya Anjaam Se Darna Hai Aakhir Pyaar To Karna Hai

Pyar Mein Hai Mastiyaan Mast Ho Jaa Pyar Mein

Jo Mazaa Ikraar Mein Woh Kahan Inkaar Mein

Itna Kyon Zazakna Hain Aakhir Pyaar To Karna Hai

Gard Bhi Mil Jaaye To Hai Ganwara Pyar Mein

Ek Khushi Ka Aasmaan Hai Itne Se Ikraar Mein

Kyon Phir Aahe Bharna Hai Aakhir Pyaar To Karna Hai

3 Comments