Aaja Re Pardesi - Madhumathi Lyrics


Aaja Re Pardesi

Aajaa re .a.a.a paradesii
Mai.n to kab se kha.dii is paar
Ye a.nkhiyaa.n, thak ga_ii pa.nth nihaar
Aajaa re, paradesii

Tum sa.ng janam janam ke phere
Bhuul gaye kyuu.n saajan mere
Ta.dapat huu.n mai.n saa.njh savere
, Aajaa re, mai.n to kab se kha.dii is paar ...

Mai.n nadiyaa phir bhii mai.n pyaasii
Bhed ye gaharaa baat zaraa sii
Bin tere har raat udaasii
Aajaa re, mai.n to kab se kha.dii is paar ...

Mai.n diye kii aisii baatii
Jal na sakii jo bujh bhii na paatii
Aa mil mere jiivan saathii
o ... Aajaa re, mai.n to kab se kha.dii is paar ...

5 Comments