Pyaar Kiya Nahin Jaata - Pyaar Kiya Nahin Jaata Lyrics

Pyaar Kiya Nahin Jaata

Pyaar Kiya Nahin Jata

Pyaare Se Rang Bharta Hai Koyi Jaado Sa Yeh Karta Hai
Har Dil Mein Yeh Rehta Hai
Pyaare Se Rang Bharta Hai Koyi Jaado Sa Yeh Karta Hai
Har Dil Mein Yeh Rehta Hai
Kabhi Na Kabhi Na Kahin Na Kahin Kisi Na Kisi Se
Har Dil Ko Hai Ho Jata Pyaar Kiya Nahin Jata
Pyaar Kiya Nahin Jata
Pyaar Kiya Nahin Jata
Pyaar Kiya Nahin Jata

Aankhon Hi Aankhon Main Baaton Hi Baaton Mein
Dil Jab Kho Jaaye Bechaini Badh Jaaye Kuch Kaha Na Jaaye
Hota Jaye Haye Dil Deewana Deewana
Dhak Dhak Karta Hai Dil Har Dam Aahen Bharta Hai
Kaise Kya Kahon Darr Sa Lagtha Hai
Madhoshi Ke Aalam Dil Pe Chhaya Rehta Hai Jaane Dil Kahan Dooba Rehta Hai
Kaise Jaatein Kaise Jaatein Dilon Ke Jazbaat
Pyaare Se Rang Bharta Hai Koyi Jaado Sa Yeh Karta Hai
Har Dil Mein Yeh Rehta Hai
Kabhi Na Kabhi Na Kahin Na Kahin Kisi Na Kisi Se
Har Dil Ko Hai Ho Jata Pyaar Kiya Nahin Jata
Pyaar Kiya Nahin Jata

Mithi Si Ek Chuban Jagi Si Ek Kakar Sasaon Ko Chu Jaaye
Jaane Kya Ho Jaaye Chori Chori Koyi Dil Churaye Churaye
Chaahat Badhti Jaaye Badhti Jaaye Intezaar Milne Ke Liye Dil Ho Bekaraar
Maano Ya Na Maano Aisa Hota Hai Yeh Pyaar Thodi Bekarari Thoda Deta Hai Karar
Jaano Na Jaano Jaano Na Jaano Yeh Kaisa Ehsaas