Tumse Milne Ki Tamanna Hai - Saajan Lyrics


Tumse Milne Ki Tamanna Hai

(tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam) - 2
jo kabhi hum mile
toh zamana dekhega apna pyar
o mere yaar - 2
tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam
jo kabhi hum mile
toh zamana dekhega apna pyar
o mere yaar - 2
tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam

(main shayar nahi deewana nahi
main aashiq nahi parwana nahi) - 2
mili jabse nazar tabse jaan-e-jigar - 2
main ho gaya deewana - 2
ab jaane kya hoga jaan-e-jana
(tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam) - 2

(kya pata phir kaha kab mulaakat ho
woh haseena se phir dil ki baat ho) - 2
uske jaisi haseen maine dekhi nahi - 2
rokega kya zamana maine dil mein hai thana
mujhko use hai abhi apna banana
(tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam) - 2
jo kabhi hum mile
toh zamana dekhega apna pyar
o mere yaar - 2
tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam

3 Comments