Starring | Dulari, Mumtaz Ali, Nasir Khan, Rehana |
---|---|
Music | Ramchandra C |
Director | Santoshi PL |
Producer | Filmistan |
Year | 1947 |
Chi: Aanaa Merii Jaan, Merii Jaan, Sunday Ke Sunday
Aanaa Merii Jaan, Merii Jaan, Sunday Ke Sunday
Chi: I Love You
Mii: Bhaag Yahaa.N Se Duur
Chi: I Love You
Mii: Bhaag Yahaa.N Se Duur
Chi: Tujhe Pairis Dikhaa_Uu.N, Tujhe Landan Ghuumaa_Uu.N
Tujhe Braindii Pilaa_Uu.N, Vhiskii Pilaa_Uu.N
Aur Khilaa_Uu.N
Khilaa_Uu.N Mug.Rii Ke, Mug.Rii Ke, Ande, Ande
Aanaa Merii Jaan, Merii Jaan, Sunday Ke Sunday
Mii: Mai.N Dharam Karam Kii Naarii
Tuu Niich Adham Vyabhichaarii
Maamaa Hai.N Ga.Ngaa Pujaarii
Baabaa Kaashii Ke, Kaashii Ke, Pande, Pande
Chi: Aanaa Merii Jaan, Merii Jaan, Sunday Ke Sunday
Chi: Aao, Haatho.N Me.N Haath Le Walk Kare.N Ham
Aao, Sweet Sweet Aapas Me.N Talk Kare.N Ham
Mii: Aare Hat!
Sai.Nyyaa Meraa Pahalavaan Hai, Maare Dand Hazaar
Sai.Nyyaa Meraa Pahalavaan Hai, Maare Dand Hazaar
Bhaag Jaaoge Tum Bandar Degaa Jo Lalakaar
Maare Gin Gin Ke, Gin Gin Ke, Dande, Dande
Chi: Aanaa Merii Jaan, Merii Jaan, Sunday Ke Sunday
Mii: O My Saab, Come, Come, Come
Tum Romeo, Juliet Ham
O Dear, Come Here, Don\'t Fear
Ye Gaa.Nv Kii Native La.Dakii Hai
Ye Dil Kii Beating Kyaa Jaane
Ye Chasing Hunting Kyaa Jaane
Ye Love Kii Meeting Kyaa Jaane
Chi: Right! Right! Right! All Right!
Mii: Aao Dear, Ham Chale There
Chi: Where?
Mii: There, Kare Muhabbat Ke, Muhabbat Ke Dhandhe, Dhandhe
Dono: Aanaa Merii Jaan Merii Jaan Sunday Ke Sunday...