Deem Deem Tana - Shor In The City Lyrics


Deem Deem Tana

deem deem tana da re da da ni chalti jaye zindagi ki kahaani
deem deem tana da re da da ni kiyun fokat mein karta hai mann maani
deem deem......

charrhta bukhaar, khota khumaar hai zindagi chaaku ki dhaar
thori khushi, gham be shumaar mat soch yaar, hona hai kya
hona tujh ko khud se faraar ek zehn hai, sochain hazaar
ni dha ni dha na dha re dha ni da - 2
har baat pe to keesi hai yaar

(deem deem tana da re da da ni chalti jaye zindagi ki kahaani
deem deem tana da re da da ni kyun fokat mein karta hai mann maani
deem deem....) - 2

1 Comments