Teri Justajoo - Saaware - Shor In The City Lyrics


Teri Justajoo - Saaware

teri justujoo - 2 (saanware saanware saanware) - 2
tere bin suni suni hain ankhiyaan tere bin lamha lamha hain sadiyaan
suna suna jahaan laage re (saanware saanware saanware) - 2
teri justujoo teri justujoo
tu mere dil ki dua, tu hi meri har khushi
shaamil hai tu ruh mein, tu hi meri zindagi
teri yaadon ka saawan hai pyaasi pyaasi yeh dharrkan hai
bas tu nazar aaey re (saanware saanware saanware) - 2
teri justujoo teri justujoo

saiyaaron se raat bhar karte hain ham guftugu teri justujoo...
armaanon ki bhid mein teri hi hai justujoo
suni suni si hasrat hai kaisi meri mahabbat hai
kuch na mujhe aaey re (saanware saanware saanware)- 2
tere bin suni suni hain ankhiyaan tere bin lamha lamha hain sadiyaan
suna suna jahaan laage re (saanware saanware saanware) - 2

3 Comments