Tuhe Raaja Mein Hoon Rani - Akali Rajyam Lyrics


Tuhe Raaja Mein Hoon Rani

tuhai raajaa mai hu raaNi
phir bhi nahi hai baat puraani
tuhai raajaa mai hu raaNi
phir bhi nahi hai baat puraani
dOnOnkii ik dil ki jabaanii
shuru hui hai nayi kahaanii
dOnOnkii ik dil ki jabaanii
shuru hui hai nayi kahaanii

pyaar mE magan jheel hai gagan
naam hai lagan saat hai pavan
ham se door hai jindagii ki gham
kyuu kahi rukE pyaar kE kadam
taarOnse mulakhaat karE
ujiyaarO ki baat karE
chaand se jaakar sair karE
duniyaa vaalOn sE na DarE
duniyaa vaalOn sE na DarE

daDkanOn ki dhun
sun merE sanam
jaan hai terii jaan kii kasam
mai terii jubaan
tuu javaan kalam
shaayarii ko dii ham nayaa janam
ham se nayE gul kayii khilE
darpan apni jameen pe khulE
janam janam mE saat chalE
jalnE vaalE aur jalE
jalnE vaalE aur jalE

5 Comments