Starring | Ali Fazal, Giselle Monteiro, Zoa Morani, Satyajeet Dubey, Satish Shah, Lilette Dubey, Vijay Raaz, Mukesh Tiwari |
---|---|
Music | Aashish Rego , Shree D , Pritam |
Director | Roshan Abbas |
Producer | Gauri Khan |
Year | 2011 |
Yo listen up now, school's out
Hear the bell ring
Tera kya hoga
I'm do my thing
I'm a be rich, dressed in bling
I'm a spread ishq can make you sing
School's out
Hear the bell ring
Tera kya hoga
I'm do my thing
I'm a be rich, dressed in bling
I'm a spread ishq can make you sing
Khoyi khoyi aankhon mein jo meethay meethay sapne, kya yeh dil kare
Pehle pehle din ki yeh nayi nayi subah, aao chill karein
Gumm ko chabatein jaaye, sabko ko bataatein jaaye, apni hasratein
Yaar matt bhoole jagah, hai yeh badi cool, suno suno zara let me say
Bhoolenge hum toh nahin, sochenge hum bhi kabhi
School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na
Seekhenge hum yeh yahin, hai kya galat kya sahi
School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na
Aayenge na, aayenge na
Yo listen up now, school's out
Hear the bell ring
Tera kya hoga
I'm do my thing
I'm a be rich, dressed in bling
I'm a spread ishq can make you sing
School's out
Hear the bell ring
Tera kya hoga
I'm do my thing
I'm a be rich, dressed in bling
I'm a spread ishq can make you sing
Theory mein kamzor hai, practical champion
Todh de hum deewaron ko, hai bones mein calcium
Padhne se jo ho na ho, teacher se pyaar ho
Future ho raste pe, aankhon mein stars ho
Darr bare ghar chodhe, jo bhi mile usse chede, masti mein chale
Keeday baane khaane lagey aise kyun kitaabon ko chasme lag gaye
Science padhe, Arts padhe, din padhe raat padhe, kuch bhi na padhe
Sar pe jo dandey hain, syllabus gandhe hain, phir bhi hum kahe
Bhoolenge hum toh nahin, sochenge hum bhi kabhi
School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na
Seekhenge hum yeh yahin, hai kya galat kya sahi
School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na
Aayenge na, aayenge na
Ladkiyan sabko churaya toh phir kya left hai
Pass honge aaj toh kya kal phir se test hai
Har jagah sab bolte hain yeh bano woh bano
Funda apna suno sab ki par apni hi karo
Aao phir sar todhe, grass pe bhaage daude nange payr hum
Thakke lete roothey roothey sar ke ho neechay jootey, baadal giney hum
Rim-jim paani aaye, chaaton ki dilani aaye, aise bheegay yun
Kabhi bhi yeh coffee-shoffe chai-shai hain cheenkay, bole God bless you