Banno Rani
Verse 1
Banno Rani Tumhe Sayanee Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha Ek Raja Ki Tumko Rani Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha
Verse 2
Banno Rani, Ek Din Tumko Banne Raja Ke Ghar Doli Mein Ja Ke Hum Sakhiyoon Se, Yoon Anjani Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha
Verse 3
Banno Rani Tumhe Sayanee Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha...
Verse 4
Nainon Mein Hain Kajal Ke Dore Mehndi Se Rache Haath Tore Jhoomad Tera, Dam Dam Damke Jhoomka Tera, Jham Jham Jhamke Haar Galey Mein Jagmagayee
Verse 5
Aanchal Tera Resham Resham Hooley Hooley, Madham Madham Tu Mann Hi Mann Muskayee Tu Mann Hi Mann Muskayee
Verse 6
Subh Sapnoon Mein, Yoon Mastani Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha Banno Rani, Tumhe Sayanee Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha...
Verse 7
Banne Raja Jo Paas Aayee Chahein Ke Ye Ghunghta Uthayee Dekho Banno Maan Na Jana Mukhda Unko Na Dikhlana Pehle Sau Baatein Manvaana
Verse 8
Kehna, Bolo Karke Salami Banno Karonga Teri Ghulami Main To Hoon Tera Deewana Main To Hoon Tera Deewana
Verse 9
Unhe Deewana, Tumhe Deewani Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha Baano Rani, Tumhe Sayanee Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha Ek Raja Ki, Tumko Rani Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha
Verse 10
Banno Rani, Ek Din Tumko Banne Raja Ke Ghar Doli Mein Ja Ke Hum Sakhiyoon Se, Yoon Anjani Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha
Verse 11
Banno Rani, Tumhe Sayanee Hona Hi Tha, Hona Hi Tha, Hona Hi Tha...