Ek Khiladi Ek Haseena Lyrics

Yaaron (Part 1) - Ek Khiladi Ek Haseena Lyrics

Yaaron (Part 1)

here we go here we go all the people on the move
let me say hello
here we go here we go all the people on the move
oh paaji namaste
here we go here we go all the people on the move
arey bhidu sab chalta hain
here we go here we go
ruke nahi ruke nahi kahi kabhi tere kadam mere kadam
kahe sabhi aake yaha dekhe sabhi teri meri yaariya
jo bhi kahe aaise kahe kahe sabhi kaise hua kaise hua
jaane nahi koi yaha jo bhi hua kaise kiya kya kiya
aaj yeh din toh hain tera kal kya ho koi jaane na jaane na na na na na na na
(yaaron na fikar na parwaah
yaaron thats the way we are) - 2
here we go here we go all the people on the move - 3
here we go here we go

ho yeh hain manaa woh hain gunaah
tere liye yeh hain galat woh hain bura
kaise jeeye koi yaha maan ke duniya ke kayde
aaise rahe waise raho nahi nahi yeh na karo woh na karo
kahe sabhi dekho yaha dekh ke apne hi faayde
pal do pal ki zindagi chain ek pal dil paye na paye na na na na na na na
(yaaron na fikar na parwaah
yaaron thats the way we are) - 2

badle zamana badle yeh mausam
badlenge na ham hamein hain kasam
bhidu bhai bachke - 4

1 Comments