Starring | Nawab, Saigal KL, Sumitra Devi |
---|---|
Music | Pankaj Mallick |
Director | Hem Chander |
Producer | New Theatres |
Year | 1944 |
ai qaatib\-e\-taqadiir mujhe itanaa bataa de
\-2
kyo.n mujhase Kafaa hai tuu, kyaa mai.nne
kiyaa hai
auro.n ko khushii mujhako fakat
dard\-o\-ra.nj\-o\-Gam
duniyaa ko ha.Nsii aur mujhe ronaa diyaa hai
kyaa mai.nne kiyaa hai \-2
kyo.n mujhase Kafaa hai tuu, kyaa mai.nne
kiyaa hai
hisse me.n sabake aa_ii hai.n...
hisse me.n sabake aa_ii hai.n ra.Ngiin
bahaare.n
bad\-faqtiyaa.N lekin mujhe shiishe me.n
utaare.n
piite hai.n
piite hai.n rog roz\-o\-shab muzzarrato.n
kii may
mai.n huu.N ke sataa khuun\-e\-jigar mai.nne
piyaa hai
kyaa mai.nne piyaa hai
kyaa mai.nne piyaa hai
thaa jinake dumak dam se ye aabaad
aashiyaa.n
ho chahachahaatii
ho chahachahaatii bulabule.n jaane ga_ii
kahaa.N
juganuu kii chamak hai na sitaaro.n kii
roshanii
is ghup a.ndhere me.n hai merii jaan par
banii
kyaa thii
kyaa thii
kyaa thii bataa ke jisakii sazaa tuune
mujhako dii
kyaa thaa
kyaa thaa gunah ke jisakaa badalaa mujhase
liyaa hai
kyaa mai.nne kiyaa hai
kyaa mai.nne kiyaa hai
kyo.n mujhase Kafaa hai tuu, kyaa mai.nne
kiyaa hai