Starring | Dheeraj Kumar, Madan Puri, Meenakshi Seshadhri, Neelam, Nilima, Om Puri, Rakesh Bedi, Sudheer Dalvi |
---|---|
Music | Uttam Singh-Jagdish Khanna |
Director | Ashok |
Producer | Manoj Kumar |
Year | 1983 |
(Jab Yaad Kii Badalii Chhaatii Hai
Tab Aa.Nkh Merii Bhar Aatii Hai) \-3
Mujhe Sulaane Kii Khaatir Raat Bhii Thak\-Thak Jaatii Hai \-2
Par Nii.Nd Merii To
Par Nii.Nd Merii To Pagalii Thaharii, Tere Ghar Tak Jaatii Hai
Jab Yaad Kii Badalii ...
Tuu Kyaa Teraa Vaadaa Kyaa Har Baat Terii Sharmaatii Hai \-2
Pat Mit Jaae.Nge
Par Mit Jaae.Nge Pyaar Me.N Ham, Ye Dil Kii Agan Bataatii Hai
Jab Yaad Kii Badalii ...
Chaar Diivaarii Ma.Ndir Kii, Yaad Terii Doharaatii Hai \-2
Par Khaalii Ma.Ndir, O
Par Khaalii Ma.Ndir Me.N Puujaa To Man Ki Thakan Ba.Dhaatii Hai
Jab Yaad Kii Badalii ...