Assalaam Vaalekum
Verse 1
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4 har insaan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyaar kiya hai maine, aap sabne, toh usi pyaar ke naam zindagi kurbaan [mohatarama (jab aaye saamne najro ke tum (mohatarama) honsho hawaas mere ho jaaye gum) - 2 duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4] - 2
Verse 2
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam teri kashish tadpaati hai, dard-e-dil ye badhaati hai betaabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsaati hai awaara armaano ki manzil tum, deewaane lamho ki ho mehfil tum - 2 (mere jasbaat mein tum ho rawa (mohatarama) tum pe kurbaan hai dil ka jahaan (mohatarama)) - 2 duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2
Verse 3
yaadon ki tanhaayi mein, jajbo ki gehraayi mein ehsaason ki sargarmi hai, tere khaabon ki parchaayi mein dard-e-mohabbbat ka hai yeh jaadoo, betaabiyaan hai meri bekaabu - 2 (tumse deewaangi ka hai nasha (mohatarama) pehele deedar se mein hoon fida (mohatarama)) - 2 duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2 mohatarama....