Gore Gore Gaal
Verse 1
--FEMALE-- La la la Lai la lai la lai lai lai lai la - 2 Lala lala lala lala lala lala lala lala ay! Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai Haan, Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
Verse 2
--CHORUS-- Parda utha, zara parda utha Mehfil mein aaye sab ko maza Parda utha de zara parda utha Jalwa dikha de zara jalwa dikha
Verse 3
--FEMALE-- Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai Meri resham waali chunar Mera boote waala lehnga Koi mol chuka nahin sakta Mera husn bada hai mehnga
Verse 4
--CHORUS-- Sar se chunar sarka de Lehnga ek baar ghuma de Jo mangegi hum denge Aankhon se jaam pila de
Verse 5
--FEMALE-- Kaanon ki yeh baali doongi Honton ki yeh laali doongi Gaalon ki jawaani doongi Koi to nishaani doongi
Verse 6
--CHORUS-- Parda utha, zara parda utha Mehfil mein aaye sab ko maza Parda utha de zara parda utha Jalwa dikha de zara jalwa dikha
Verse 7
--FEMALE-- Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai Baheke hue armaanon ko Mehboob sambhal jaane de Jalwa tujhe dikh laaoongi Kuch raat to thal jaane de
Verse 8
--FEMALE-- Tadpa na humko aise Baahon mein zara bharne de Denge tujhko nazraana Jo dil chaahe karne de
Verse 9
--FEMALE-- Thoda tadpaaoongi main Thoda tarsaaoongi main Sej pe chhaaoongi main Pyaas bujhaaoongi main
Verse 10
--CHORUS-- Parda utha, zara parda utha Mehfil mein aaye sab ko maza Parda utha de zara parda utha Jalwa dikha de zara jalwa dikha
Verse 11
--FEMALE-- Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
Verse 12
--CHORUS-- (Parda utha, zara parda utha Mehfil mein aaye sab ko maza) - 2