Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Habibi Habibi - , Benny Dayal

Script

Verse 1

Habibi habibi, habibi you are my lover boy - 4 times Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann

Verse 2

Josh-e-ulfat marhaba, teri rehmat marhaba Sab hai sehmat marhaba habibi Habibi habibi, habibi you are my lover boy - 2 times Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann - 4 times

Verse 3

Yeh khoon siyaahi, hai deti duhaai Bann ja tu meri, kehti khudaai Tu hai mohabbat, hai daaye qayamat Ho ja meharbaan, hogi inayat Mehtaab hai tu meri jabi ka Sartaaj hai tu kayanaat ka

Verse 4

Josh-e-ulfat marhaba, teri rehmat marhaba Sab hai sehmat marhaba habibi Habibi habibi, habibi you are my lover boy - 2 times Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann - 2 times

Verse 5

Huzar-o-nawazi, ho kar tu raazi Haara main haara leja tu baazi Sitam na sitam kar, kadam na kadam par Aashiq hoon tera kuch toh reham kar Mehtaab hai tu meri jabi ka Sartaaj hai tu kayanaat ka

Verse 6

Josh-e-ulfat marhaba, teri rehmat marhaba Sab hai sehmat marhaba habibi Habibi habibi, habibi you are my lover boy - 2 times Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann - 4 times