Dil Rota Hai Baar Baar
Verse 1
Chorus: aa.... aa.... aa.... aa....
Verse 2
Sonu: dil rotaa hai baar baar teri yaad mein -2 ab aataa nahin qaraar teri yaad mein Chorus: aa.... aa.... aa.... Sonu: dil rotaa hai baar baar teri yaad mein ab aataa nahin qaraar teri yaad mein har ghaDi bas teraa main Chorus: aa.. aa.... aa Sonu: har ghaDi bas teraa main, raastaa dekhtaa hooN Chorus: aa.. aa.... aa Sonu: jeenaa hai mushkil teri yaad mein dil rotaa hai baar baar teri yaad mein ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Verse 3
Chorus: aa.... aa.... aa.., huN.. huN.. huN Sonu: kaise bhalaa bhulooN sanam, vo Khushnumaa chaahat ke din Chorus: aa.... aa.... aa.. Sonu: kyaa chaaNdni kyaa aashiyaaN, viraan hai sab tere bin sirf tanhaaiyaaN hain Chorus: aa.... aa.... aa Sonu: sirf tanhaaiyaaN hain, Gham ki parchhaaiyaaN hain Chorus: aa.... aa.... aa Sonu: aur kuchh nahin hai teri yaad mein dil rotaa hai baar baar teri yaad mein ab aataa nahin qaraar teri yaad mein Chorus: aa.... aa.... aa.... aa.... aa.... aa.... aa.....