Mohabbat Ke
Verse 1
Aksar dil tujhe yaad karta hai Aksar dil tujhe yaad karta hai yaar Mere pyaar ki aazmaaish ho rahi hai Mohabbat ki guzaarish ho rahi hai Mohabbat ki guzaarish ho rahi hai Tumhe paane ki koshish ho rahi hai Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
Verse 2
Mohabbat ki guzaarish ho rahi hai Tumhe paane ki koshish ho rahi hai Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
Verse 3
Tamannaon ki sivaarish ho rahi hai Tumhe paane ki koshish ho rahi hai Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
Verse 4
Tu hi meri chaahat ki manzil hai Tu hi tanhaayi ki mehfil hai Tu hi dhadkan ki zaroorat hai Tu hi meri saanson ki fabbat hai
Verse 5
Aakhon mein tera ishq chhaaya Zara sa mujhe chain aaya
Verse 6
Khayalon ki numaaish ho rahi hai Tumhe paane ki koshish ho rahi hai Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
Verse 7
Tu hi meri yaadon ka aalam hai Tu hi mere waadon ka mausam hai Tu hi zindagaani ki sargam hai Tu hi meri khwaahish mein hardam hai
Verse 8
Tumhi se maine dil lagaaya Tumhe na ek pal bhulaaya
Verse 9
Mere jazbon ki baarish ho rahi hai Tumhe paane ki koshish ho rahi hai Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya