Haiya Hoo Kya Masti
Verse 1
MALE 1-- Haiyya hu kya masti, kya jaadu Main aur tu, kya masti, kya jaadu Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein Haiyya hu kya masti, kya jaadu Main aur tu, kya masti, kya jaadu Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein Haiyya hu kya masti, kya jaadu, kya jaadu
Verse 2
Aap ki saari baatein ajab si hai Bhoori bhoori aankhen gazab ki hai Aap ke jaisa chehraa yahan kahan Gesu haseen suneheraa yahan kahan
Verse 3
--FEMALE-- Tu albela, mast akela Tere jaisa koi hai kahin naa, kahin naa
Verse 4
--MALE 1-- Haan, haiyya hu kya masti, kya jaadu Main aur tu, kya masti, kya jaadu
Verse 5
--FEMALE-- Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein Haiyya hu kya masti, kya jaadu, kya jaadu
Verse 6
--MALE 2-- Kya hai mera fasaana, suno suno Toota hai dil deewana, suno suno Main yeh baat bataaoon kisse bhalaa Dard-e-jigar dikhaaoon kisse bhalaa
Verse 7
--FEMALE-- In zakhmon ko, un lamhon ko Yaad karenge hum to ab kabhi naa, kabhi naa
Verse 8
--MALE 1-- Hey, haiyya hu kya masti, kya jaadu Main aur tu, kya masti, kya jaadu
Verse 9
--MALE 2-- Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
Verse 10
--FEMALE-- Haiyya hu kya masti, kya jaadu, kya jaadu
Verse 11
--MALE 2-- Hey hey hey hey, oh ho ho ho
Verse 12
--FEMALE-- Main hoon teri deewani, mere sanam Tu hai meri kahaani, mere sanam Maine tujhe hi socha, teri kasam Maine tujhe hi chaaha, teri kasam
Verse 13
--MALE 1-- Dil mein mere armaan tere Tere jaisa naa hoga kahin naa, kahin naa Haiyya hu kya masti, kya jaadu
Verse 14
--FEMALE-- Main aur tu, kya masti, kya jaadu
Verse 15
--MALE 2-- Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
Verse 16
--FEMALE-- Haiyya hu
Verse 17
--MALE 2-- Kya masti, kya jaadu
Verse 18
--FEMALE-- Main aur tu
Verse 19
--MALE 1-- Kya masti, kya jaadu, kya jaadu