Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Dil Dhadke Nazar Sharmae

Script

Verse 1

Dil Dha.Dake Nazar Sharmaaye To Samajho Pyaar Ho Gayaa, Pyaar Ho Gayaa Raato.N Ko Nii.Nd Na Aaye To Samajho Pyaar Ho Gayaa, Pyaar Ho Gayaa

Verse 2

O Akhiyaa.N Din Ko Sapane Dekhe Paagal Manavaa Dole O Miithaa Miithaa Dad.R Uthe Jab Dil Me.N Haule Haule Aur Yaad Kisii Kii Aaye, Jiyaa Bhar Aaye To Samjho Pyaar Ho Gayaa, Pyaar Ho Gayaa ...

Verse 3

Chupake Chupake Man Me.N Laage Aramaano.N Kaa Melaa Ko_Ii Kisii Kii Yaad Me.N Duubaa Baithaa Rahe Akelaa Tasaviir Sii Ik Ban Jaaye, Nazar Na Aaye To Samjho Pyaar Ho Gayaa, Pyaar Ho Gayaa ...