Hindi · Movie Lyrics
Jane Wale Se Mulaqaat
Script
Verse 1
Jaane Vaale Se Mulaaqaat Naa Hone Paai \- 2 Dil Kii Dil Me.N Hii Rahii Baat Naa Hone Paai Jaane Vaale Se ...
Verse 2
Chaa.Ndanii Khil Na Sakii, Chaa.Nd Ne Mu.Nh Mo.D Liyaa \- 2 Jisakaa Aramaan Thaa Vo Baat Naa Hone Paai Jaane Vaale Se ...
Verse 3
Dil Me.N Tuufaan Uthe, Dil Kii Jubaa.N Khul Na Sakii \- 2 Badaliyaa.N Chhaa Gai.N Barasaat Naa Hone Paai Jaane Vaale Se ...