Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Aayega Maza Ab Barsaat Ka

Script

Verse 1

( Aayega Maza Ab Barsaat Ka Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka )...(2) Maine To Sambhale Rakha Tha...(2) Tune Dekha To Kata Choot Gaya Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se...(2) Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya

Verse 2

Ek Bheegi Haseena Kya Kehna Yauwan Ka Nageena Kya Kehna Saawan Ka Manhina Kya Kehna Baarish Mein Paseena Kya Kehna Mere Hoto Pe Ye Angoor Ka Jo Paani Hai Mere Mehboob Tere Pyaas Ki Kahani Hai Jab Gataon Se Boond Zor Se Barasti Hai Tujhse Milne Ko Teri Jaaneman Tarasti Hai Andaaz Jo Dekha Zaalim Ka...(2) Sabr Ka Bandh Mere Toot Gaya Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se...(2) Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya

Verse 3

Nazron Mein Chupale Der Na Kar Yeh Doori Mitale Der Na Kar Ab Dil Mein Basale Der Na Kar Seene Se Lagale Der Na Kar Badi Bechain Hoon Meri Jaan Main Kal Parso Se Haan Mujhe Intezaar Is Din Ka Barson Se Ab Jo Rokega To Mein Had Se Guzar Jaaoongi Hai Tadpayega Dildar To Mar Jaaoong i Rehjaayenge Pyaase Hum Dono...(2) Yeh Mausam Jo Hum Se Ruth Gaya Maine To Sambhale Rakha Tha...(2) Tune Dekha To Pataa Choot Gaya Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se...(2) Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya