Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Kis Kadar Chaahate Hain Arch

Script

Verse 1

anjaane - 3 yeh rishtey - 2 anjaane - 2 anjaane - 3 kis kadar - 3 chahate hai hum tumko sanam kya bataye tumko kya bataye tumko kya se kya zindagi ho gayi sanam kya bataye tumko kya bataye tumko kis kadar chahate hai hum tumko sanam kya bataye tumko kya bataye tumko

Verse 2

anjaane - 3 anjaane - 2 (apni toh kismat mein hai bas khamoshi tanhaai saath mere chalti hai teri yaadon ki parchhai) - 2 hamko diye hain pyar mein tumne kaise kaise gham kya bataye tumko kya bataye tumko kis kadar chahate hai hum tumko sanam kya bataye tumko kya bataye tumko

Verse 3

anjaane - 3 anjaane - 2 (tum kya jaano tum kya samjho hum kaise hai jeete bechaini ke sadme sehte aansu pal pal peete) - 2 kyu din raat jalate hai - 2 saawan ke bhi mausam kya bataye tumko kya bataye tumko kis kadar chahate hai hum tumko sanam kya bataye tumko kya bataye tumko - 2 anjaane - 3 tum humse anjaane anjaane