Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Javan Hai

Script

Verse 1

Javaa.N Hai Mohabbat, Hasii.N Hai Zamaanaa Lutaayaa Hai Dil Ne, Khushi Kaa Khazaanaa Javaa.N Hai Mohabbat...

Verse 2

Mohabbat Kare.N (Khush Rahe.N Muskuraaye.N \- 2) Na Soche Hame.N Kya Kahegaa Zamaanaa Javaa.N Hai Mohabbat...

Verse 3

Abhii Tak Mujhe (Yaad Hai Vo Kahani \- 2) Na Bhuulegaa Bachapan Ka Ra.Ngii.N Zamaanaa Javaa.N Hai Mohabbat...

Verse 4

Kyaa Aa.Nkho.N Aa.Nkho.N Me.N Baate.N Huii Hai.N \- 2 Kisiine Na Dekhaa Kisiine Na Jaanaa Javaa.N Hai Mohabbat...

Verse 5

Tum Aaye Ke Bachapan Meraa (Laut Aayaa \- 2) Milaa Hai Mujhe Zindagii Ka Bahaanaa Javaa.N Hai Mohabbat...