Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Shehzada

Script

Verse 1

(aaj toh main hoon, main hi bas main hoon, mera jamaana, tu shehzaada sabke honto pe mera fasaana, sabne yeh maana, tu shehzaada, shehzaada hey aankhein jhukaao tum tu shehzaada, khud ko bachaao tum tu shehzada o shehzaade, duniya muththi mein) - 2

Verse 2

(jaaga hoon soya tha, paaya jo khoya tha maine bas ek tamaasha sa banke raha jaise main) - 2 abb toh pichhe hai jahaan, mujhpe saare hai fida o shehzaade, duniya muththi mein aaj toh main hoon, main hi bas main hoon, mera jamaana, tu shehzaada sabke honto pe mera fasaana, sabne yeh maana, tu shehzaada, shehzaada hey aankhein jhukaao tum tu shehzaada, khud ko bachaao tum tu shehzada o shehzaade, duniya muththi mein

Verse 3

(daulat mein soharat mein dubegi abb meri manjil saari haseenaaye mujhpe lutaayengi dil) - 2 waqt mera hai gulaam, har taraf mera naam o shehzaade, duniya muththi mein aaj toh main hoon, main hi bas main hoon, mera jamaana, tu shehzaada sabke honto pe mera fasaana, sabne yeh maana, tu shehzaada, shehzaada hey aankhein jhukaao tum tu shehzaada, khud ko bachaao tum tu shehzada o shehzaade, duniya muththi mein