Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Ho Gayee Taiyar Hamari

Script

Verse 1

Ho gayi taiyaar hamari army Ho gayi taiyaar hamari army

Verse 2

Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army

Verse 3

Honsle baaroodon waale Saans mein hai jwaala Zindagi ne maara humko Maut ne hai paala

Verse 4

Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army

Verse 5

Sar jhukaaye baitha kyon bhula Mere meet muskura Saans koi haathon mein utha Naya geet gunguna Aandhi ko rok le toofan ko mod de Saare jahaan ko hum peechhe chhod de Aage hamesha badhti hi jaayegi Thehregi na yaar hamari army

Verse 6

Ho gayi taiyaar hamari army

Verse 7

Jaan se bhi pyaari hain humein Ek doosre ki jaan Ek duje ke liye sada Honge hum yahan qurbaan Aankhon mein khwaab hai seene mein josh hai Khushiyon ki raat hai ab kisko hosh hai Mudke kabhi bhi waapas na aayegi Jeetegi sau baar hamari army

Verse 8

Ho gayi taiyaar hamari army

Verse 9

Honsle baaroodon waale Saans mein hai jwaala Zindagi ne maara humko Maut ne hai paala

Verse 10

Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army.