Hindi · Movie Lyrics
Zindagi Kya Baat
Script
Verse 1
Zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai - 2
Verse 2
Zindagi khola samandar jis mein doobi kashtiyaan Zindagi veeraan banjar jisse uth gayi bastiyaan O, zindagi khola samandar jis mein doobi kashtiyaan Zindagi veeraan banjar jisse uth gayi bastiyaan
Verse 3
Jisko kehte ho janam voh maut ki shuruaat ho Zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai - 2
Verse 4
(Itna na maayus ban tu, kar zara zindaadili Kyoon nahin dikhti tu hai voh khopr par khilti kali) - 2 Jisko kehte ho andhera din ki voh shuraat hai Zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai - 2