Jyoti Jalaile
Verse 1
Jai kara .. sheran wali da Bol saje darbar ki jai Sacchian jyotan wali maata .. teri sada ki jai (jai)
Verse 2
Ye sansar, hai majdaar Ye sansar hai majdaar maiya kare gi beda paar sabka O ye sansar hai majdaar maiya karegi beda paar sabka Ho aake maiya rani ka aashirwad lai le Aaja mandir mein maa ka prasad lai le (aaja mandir mein maa ka prasad lai le) Oo jyoti jalaile (jalaile) Maiya ki jia To maiya hai tere saath hai, dum dum dadam Arrey jyoti jalaile maiya ki jia to maiya hai tere saath hai, dum dum dadam O ye safaar hai majdaar maiya karegi beda paar sabka (ho sabka) Ho aake maiya rani ka aashirwad lai le Aaja mandir mein maa ka prasad lai le (aaja mandir mein maa ka prasad lai le)
Verse 3
Jai kare sheran wali da, bol sacche sarbar ki jai
Verse 4
Hoo maa se door kyun huzoor Maa se door kyun huzoor aisa hua kya kasoor bhakto (ho bhakto) Oo maiya bhakto ki toli bulayi rahi re Maathe laali rangoli lagayi rahi re Bulayi rahi re, bulayi rahi re woh toli Lagayi rahi re, lagayi rahi re rangoli
Verse 5
Arrey re re teeka lagayi le, patal pe jiya To maiya tere saath dum dum dadam Arrey teeka lagayi le, patal pe jiya To maiya tere saath dum dum dadam ..
Verse 6
Ho aaja aaja aaja aaja maa ke dabaar Ho maaya mohini bhi saar Ho aaja maa ke dabaar Maaya mohini bhi saar Koro chapti ye paap ka jahaan chod de (chod de) Ho paisa thaila dhukon ki dukaan chod de Joothi kamayi ki dukaan chod de o bhakta Joothi kamayi ki dukaan chod de o bhakta Sun le tu o bhakta sun le tu Arrey joothi kamayi ki dukaan chod de Ye kamai, kya kamaye Ho ye kamai, kya kamaye kisi kaam mein na aaye ae marr ke, hai marr ke Ho jaisa hona kisi ka naseeb pa gaya, jo bhi maiya ke dar ke kareeb aa gaya Ho jo bhi maiya ke dar ke kareeb aa gaya
Verse 7
Deepak jalaile hai jalta jiya To maiya tere saath dum dum dadam .. (Jai mata di, jai mata di, jor se bolo jai mata di, saare bolo jai mata di ..) Jai kara .. jai kara .. sheran wali ka Bol saje darbar ki jai