Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Bachke Rehna Re Baba

Script

Verse 1

(hum ladkiyan nahin hungama hain lagti hain sidhi sadhi hum mein drama hain )- 2 ladko ke peetche, peetche peetche jaye jadoo chalaye hum hain balaye - 2 ek chutki main kar doongi main tumko apna raja bachke rehna re baba - 8

Verse 2

ladkon ka fashion hua hain poorana aaya hain ab ladkiyon ka zamana - 2 payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana jadoo chalaye hum hain balaye - 2 ek chutki main kar doongi main tumko apna raja bachke rehna re baba - 8

Verse 3

aankhon main kajal agar hum lagaye phir kya hain hum raat usko banaye - 2 pal bhar main badal ko aawara karde chunri agar hum hawa main udaye jadoo chalaye hum hain balaye - 2 ek chutki main kar doongi main tumko apna raja bachke rehna re baba - 8

Verse 4

(hum ladkiya nahin hungama hain lagti hain sidhi sadhi hum mein drama hain) - 2 ladko ke peetche peetche peetche jaye jadoo chalaye hum hain balaye ek chutki main kar doongi main tumko apna raja bachke rehna re baba - 8