Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Kya Janoon Sajan

Script

Verse 1

Kyaa Jaanuu.N Saajan Hotii Hai Kyaa Gam Kii Shaam Jal Uthe Sau Diye Jab Liyaa Teraa Naam Kyaa Jaanuu.N Saajan ...

Verse 2

Kaa.Nto.N Me.N Mai.N Kha.Dii Naino.N Ke Dvaar Pe Nis Din Bahaar Ke Dekhuu.N Sapane Chehare Kii Dhuul Kyaa Cha.Ndaa Kii Chaa.Ndanii Utarii To Rah Ga_Ii Mukh Pe Apane Kyaa Jaanuu.N Saajan ...

Verse 3

Jabase Milii Nazar Maathe Pe Ban Gaye Bi.Ndiyaa Nayan Tere Dekho Sajanaa Dhar Lii Jo Pyaar Se Merii Kalaayiyaa.N Piyaa Terii U.Ngaliyaa.N Ho Ga_Ii Ka.Nganaa Kyaa Jaanuu.N Saajan ...