Hindi · Movie Lyrics
Bhula Nahin Dena
Script
Verse 1
Bhulaa Nahii.N Denaa Jii Bhulaa Nahii.N Denaa Zamaanaa Kharaab Hai Dagaa Nahii.N Denaa
Verse 2
Aa.Nkho.N Me.N Sapane Jhuum Rahe.N Hai.N Giit Labo.N Ko Chuum Rahe.N Hai.N Giito.N Ko Aahe.N Banaa Nahii.N Denaa Zamaanaa Kharaab Hai ...
Verse 3
Aa.Nkho.N Me.N Mastii Chhaayii Huii Hai Nii.Nd Sii Mujhako Aayii Huii Hai Nii.Nd Se Mujhako Jagaa Nahii.N Denaa Zamaanaa Kharaab Hai ...
Verse 4
Zi.Ndagii Aa.Nkhe.N Malane Lagii Hai Shammaa Sii Dil Me.N Jalane Lagii Hai Shammaa Jalaa Ke Bujhaa Nahii.N Denaa Zamaanaa Kharaab Hai ...