Pyaar Aaya
Verse 1
Hoo..la la la la Hoo..la la la la
Verse 2
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya Dekha jitni baar tumko Dekha jitni baar tumko Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Verse 3
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Verse 4
Ho, ghari do ghari bas mere paas baitho Deewana banaake na jao Pareshaan hai dil sambhalna hai mushkil Kasam hai na youn muskuraao
Verse 5
Na pakro kalaayi Oh tauba duhaayi Na aise mujhe tum sataao Koyi dekh lega to who kya kahega Na chhedo hato door jao
Verse 6
Socha jitni baar tumko Socha jitni baar tumko Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Verse 7
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Verse 8
Yeh madhoshiyaan hain yeh betaabiyaan hain Yeh kya hai yeh hum bhi na jaane Tumhe sirf chaahe tumhe hi sarhaahe Koyi kuch kahe hum na maane
Verse 9
Yeh mastana kaajal yeh zulfon ka baadal Yeh shaanon pe jhukti nigahein Yeh honthon ki khushboo yeh chehre ka jadoo Yeh dil ko churaati adaaein
Verse 10
Chaaha jitni baar tumko Chaaha jitni baar tumko Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Verse 11
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Verse 12
Dekha jitni baar tumko Dekha jitni baar tumko Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya Aur zyada pyaar aaya Pyaar aaya