Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Bewakoofiyaan

Script

Verse 1

Dil Ko Samjha Bujha Ke, Khudko Ullu Banake Ullu Seeda Karta Rehta Hai.. Jo Toota Nahi Hai, Tujhse Rootha Nahi Hai, Phir Kyun Aise Dukhta Rehta Hai

Verse 2

Nakli Dillase, Farzi Khullase Galti Pe Parde Yeh Daale.. Hey Dekar Yeh Jhaanse, Khudko Hi Phaanse Nuksaan Mein Dhoondhe Munaafe…

Verse 3

Bewakoofiyaan.. Bematlab, Betuki Se, Bekaar Si, Buddhu Si Bewajah, Bewakoofiyaan..

Verse 4

Bewakoofiyaan.. Bematlab, Betuki Se, Bekaar Si, Buddhu Si Bewajah, Bewakoofiyaan..

Verse 5

Para Utra Nahi Hai Bilkul Sudhra Nahi Hai Muhn Ke Bal Yeh Girta Rehta Hai Ab Bhi Bigda Nahi Hai Sab Kuch Bikhra Nahi Hai Muhn Latka Kyun Phirta Rehta Hai Kitne Dino Se.. Auron Ko Kose.. Kaisi Yeh Zidd Pe Add Gaya Koyi Toh Toke.. Kam Se Kam Roke.. Kab Tak Khudko Dega Yeh Dhoke…

Verse 6

Bewakoofiyaan.. Bematlab, Betuki Se, Bekaar Si, Buddhu Si Bewajah, Bewakoofiyaan..

Verse 7

Bewakoofiyaan.. Bematlab, Betuki Se, Bekaar Si, Buddhu Si Bewajah, Bewakoofiyaan..

Verse 8

Hai Nadaan Re, Aasaan Hai Re In Hisson Ko Toh Jodna.. Kyun Pareshan Hai, Na Mushkil Hai Muaafi Ke Bol Bolna..

Verse 9

Aisi Jhooti Moothi Kyun Tari Hai Maare Kya Milega Tu Bata.. Ab Kya Hissab Khole Tu Kya Aana Pe Taule Kya Khoya Hai, Kya Haara…

Verse 10

Bewakoofiyaan.. Bematlab, Betuki Se, Bekaar Si, Buddhu Si Bewajah, Bewakoofiyaan..

Verse 11

Bewakoofiyaan.. Bematlab, Betuki Se, Bekaar Si, Buddhu Si Bewajah, Bewakoofiyaan..