Ishq Abhi Tak Zinda Hai
Verse 1
bit gayi hain sadiya lekin ishq abhi tak zinda hain bhul gaya tarikh zamana ishq abhi tak zinda hain ek khuda ke sau jalwo se har zarra sa zinda hain ishq abhi tak zinda hain - 2
Verse 2
yaha ka har patthar kehta hain afsana dildaro ka har khandar mein poshida hain apna chand saitaro ka yaha ki naaye hain wado ki mausam hain deedar ka ishq haqeeqat ishq fasana ishq abhi tak zinda hain - 6 ishq abhi tak abhi tak abhi tak zinda hain ishq abhi tak zinda hain - 9 mere saiyaa ...
Verse 3
kaho hawaaose phool chadhaye phool chadaye phool chadaye - 2 kaho fizaaose rang udaye rang udaye rang udaye - 2 kaho hawaaose phool chadhaye kaho fizaaose rang udaye kaho gagan se shish jhukaye shish jhukaye shish jhukaye - 2 yeh dharti hain dilwalo ki yeh mandir hain pyar ka taaj raha na taqt yaha pe ishq abhi tak zinda hain - 4
Verse 4
ishq abhi tak abhi tak zinda hain ishq khuda hain ishq nafi hain ishq hain lamha ishq sadi hain ishq hi meera ka iktaara ishq hi majnu ka banjara ishq hi jam jam ka fauaara ishq hi ganga ji ki dhara
Verse 5
yahi woh miti hain jisne har bhed bhaav mitaya tha yahi mohammad kuli ko sabne dil ko dharam banaya tha ek khuda ke sau jalwo se har jarra sa zinda hain ishq abhi tak abhi tak zinda hain ishq abhi tak zinda hain - 10