Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Ek Baar Zara Phirse Kah Do

Script

Verse 1

He: Ik Baar Zaraa Phir Kah Do Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa La: Aisii Miithii\-Miithii Baate.N Karake Kahaa.N Siikhaa Hai Dil Kaa Lubhaanaa He: O Jaan\-E\-Jaa.N Ik Baar Zaraa Phir Kah Do Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa La: Uu.N\-Huu.N % (Oye Hoy, Mar Jaawaan)

Verse 2

He: Dil Lekar Raho Duur Huzuur Na Hamase Karo Itanaa Guruur Na Hamase La: O Sajanaa, Meraa Haar Si.Ngaar Tumhii.N Ho Meraa Dam Hai Tumhaare Hii Dam Se He: Tum Shamaa Ho To Mai.N Huu.N Parvaanaa La: Aisii Miithii\-Miithii Baate.N Karake Kahaa.N Siikhaa Hai Dil Kaa Lubhaanaa He: O Jaan\-E\-Jaa.N Ik Baar Zaraa Phir Kah Do Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa La: Uu.N\-Huu.N % (Oye Hoy, Mar Jaawaan)

Verse 3

He: Suno Dilbar Ye Jo Diip Khushii Kaa Jalaa Hai Meraa Pyaar Isii Me.N Dhalaa Hai La: Meraa Dil Bhii Piyaa Leke Tumhaaraa Sahaaraa Na_Ii Raah Pe Aaj Chalaa Hai He: Di_Aa Tumhii.N Ne Ummiido.N Ko Thikaanaa La: Aisii Miithii\-Miithii Baate.N Karake Kahaa.N Siikhaa Hai Dil Kaa Lubhaanaa He: O Jaan\-E\-Jaa.N Ik Baar Zaraa Phir Kah Do Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa La: Uu.N\-Huu.N % (Oye Hoy, Mar Jaawaan)

Verse 4

He: Tum Chaaho To Mai.N To.Dake Laa Duu.N Sitaare Ki Ho Tum Mujhe Jaan Se Pyaare La: Kyaa Maa.Nguu.N Jab Mil Ga_E Tum Mujhe Sajanaa Mai.N To Aa Ga_Ii Bas Me.N Tumhaare He: Meraa Dil Hai Tumhaaraa Nazaraanaa La: Aisii Miithii\-Miithii Baate.N Karake Kahaa.N Siikhaa Hai Dil Kaa Lubhaanaa He: O Jaan\-E\-Jaa.N Ik Baar Zaraa Phir Kah Do Mujhe Sharmaake Tum Diivaanaa

Verse 5

He: Kaho Na La: Diivaanaa He: Phir Kaho La: Diivaanaa He: Phir Kaho La: Dii\-Vaa\-Na