Bin Bulaye Baraati
Verse 1
(na jane kahan se aa gaye aa gaye aagaye khush karake dhum macha gaye aa gaye aa gaye) - 2 anjane main aakar bann gaye sukh aur dukh ke sathi oye aa gaye aa gaye aa gaye bin bulaye barati aa gaye aa gaye aa gaye bin bulaye barati
Verse 2
gali gali main mach gaya shor aa gaye aagaye dil ke chor - 2 na mange ye sona chandi na ghode na haati oye aa gaye aa gaye aa gaye bin bulaye barati aa gaye aa gaye aa gaye bin bulaye barati
Verse 3
dhoom machalo jhum lo jahan bhi chaho ghum lo - 2 diwanone jeet liya dil ronak khub lagadi oye aa gaye aa gaye aa gaye bin bulaye barati aa gaye aa gaye aa gaye bin bulaye barati