Aan Milo Ya Milne Se
Verse 1
-MALE-- Aan milo ya milne se inkaar karo Aan milo ya milne se inkaar karo Faislaa jo bhi karna ek baar karo Faislaa jo bhi karna ek baar karo Dil mein rehkar baat asar kho baithegi Dil mein rehkar baat asar kho baithegi Dil mein rehkar baat asar kho baithegi Honth hai chhup to aankhon se ikraar karo Honth hai chhup to aankhon se ikraar karo
Verse 2
--FEMALE-- Khulam khula naa aise izhaar karo Khulam khula naa aise izhaar karo Chori chori jo karna hai yaar karo Chori chori jo karna hai yaar karo Deewane ho deewana pan karte ho Deewane ho deewana pan karte ho Deewane ho deewana pan karte ho, oh Jaao jaao aise naa takraar karo Jaao jaao aise naa takraar karo
Verse 3
--MALE-- Hey, aan milo ya milne se inkaar karo Faislaa jo bhi karna ek baar karo
Verse 4
Bechain main hoon, betaab tum ho Dekho naa aise naa naa karo
Verse 5
--FEMALE-- Samjho meri kya majbooriyaan hai Chhodo naa aise aahe bharo
Verse 6
--MALE-- Darde jigar kaise sahoon, main tere bin kaise rahoon
Verse 7
--FEMALE-- Aise chhup chhup ke naa tum deedar karo, haan Aise chhup chhup ke naa tum deedar karo Thoda thehro phir jee bhar ke pyaar karo Aa, thoda thehro phir jee bhar ke pyaar karo
Verse 8
--MALE-- Dil mein rehkar baat asar kho baithegi Dil mein rehkar baat asar kho baithegi Dil mein rehkar baat asar kho baithegi Honth hai chhup to aankhon se ikraar karo
Verse 9
--FEMALE-- Hmm, chori chori jo karna hai yaar karo
Verse 10
--MALE-- Aan milo ya milne se inkaar karo
Verse 11
--FEMALE-- Khulam khula naa aise izhaar karo
Verse 12
Achha nahin hai itna sataana Achhi nahin yeh deewangi
Verse 13
--MALE-- Kaise bujhaaoon bujhti nahin hai Yeh pyaas kaisi mann mein jagi
Verse 14
--FEMALE-- Paagal bade tum ho sanam, chhedo naa yun tumko kasam
Verse 15
--MALE-- Paas baitho baatein tum do chaar karo Paas baitho baatein tum do chaar karo
Verse 16
--FEMALE-- Thoda thehro phir jee bhar ke pyaar karo, haan
Verse 17
--MALE-- Faislaa jo bhi karna ek baar karo
Verse 18
--FEMALE-- Deewane ho deewana pan karte ho Deewane ho deewana pan karte ho, oh Deewane ho deewana pan karte ho Jaao jaao aise naa takraar karo Arre jaao jaao aise naa takraar karo
Verse 19
--MALE-- Aan milo ya milne se inkaar karo Faislaa jo bhi karna ek baar karo
Verse 20
--FEMALE-- Khulam khula naa aise izhaar karo Chori chori jo karna hai yaar karo
Verse 21
--MALE-- Hey, paas baitho baatein tum do chaar karo Faislaa jo bhi karna ek baar karo
Verse 22
--FEMALE-- Hmm, aise chhup chhup ke naa tum deedar karo Hai, thoda thehro phir jee bhar ke pyaar karo
Verse 23
--MALE-- Arre aan milo ya milne se inkaar karo Faislaa jo bhi karna ek baar karo
Verse 24
--FEMALE-- Khulam khula naa aise izhaar karo
Verse 25
--MALE-- Faislaa jo bhi karna ek baar karo
Verse 26
--FEMALE-- Hmm, chori chori jo karna hai yaar karo