Kuch Bi Na Socho
Verse 1
--FEMALE-- Kuch bhi na socho, khush hoke bolo Gulla gulla, halla gulla Aane waala aayega, roke na ruk paayega Gulla gulla, halla gulla Dil hua hai deewana, jhoom utha hai mastaana
Verse 2
--CHILDREN-- Gulla gulla, halla gulla
Verse 3
--FEMALE-- Jaane kya kya kar jaana, kaisi dhoom macha jaana
Verse 4
--CHILDREN-- Gulla gulla, halla gulla
Verse 5
--FEMALE-- Dil hua hai deewana, jhoom utha hai mastaana
Verse 6
--CHILDREN-- Gulla gulla, halla gulla
Verse 7
--FEMALE-- Jaane kya kya kar jaana, kaisi dhoom macha jaana
Verse 8
--CHILDREN-- Gulla gulla, halla gulla
Verse 9
--FEMALE-- Kal ka kyoon soche bhala hum Aa aaj mein hi chalo jee le zara hum Upar waala jab ek hai sab ka Ek hoke phir yeh gaa le zara hum
Verse 10
--CHILDREN-- Gulla gulla, halla gulla - 2
Verse 11
--FEMALE-- Jeena uska jeena jo jeene bhi de Aaye hai duniya mein to iska maza bhi le le
Verse 12
--MALE-- Jeena uska jeena jo jeene bhi de Aaye hai duniya mein to iska maza bhi le le Deewaar ho dilon mein to aao hum giraaye Apne khuda ko chalo pyaar se hum tum manaaye
Verse 13
--FEMALE-- Dil hua hai deewana, jhoom utha hai mastaana
Verse 14
--CHILDREN-- Gulla gulla, halla gulla
Verse 15
--FEMALE-- Jaane kya kya kar jaana, kaisi dhoom macha jaana Kal ka kyoon soche bhala hum Aa aaj mein hi chalo jee le zara hum Upar waala jab ek hai sab ka Ek hoke phir yeh gaa le zara hum
Verse 16
--CHILDREN-- Gulla gulla - 2
Verse 17
--ALL-- Chaahe kuch bhi ho, sab aao muskuraaye Dil mein umange ho aur masti mein hum naache gaaye
Verse 18
--FEMALE-- Dil mein umange ho aur masti mein hum naache gaaye
Verse 19
--MALE-- Haathon ko milaake aasmaan ko chhoo le Apne armaanon ko chaand taaron se sajaaye
Verse 20
--FEMALE-- Gulla gulla, halla gulla - 4
Verse 21
--ALL-- Jeena uska jeena jo jeene bhi de Deewaar ho dilon mein to aao hum giraaye Chaahe kuch bhi ho, sab aao muskuraaye Haathon ko milaake aasmaan ko chhoo le (Dil hua hai deewana, jhoom utha hai mastaana Jaane kya kya kar jaana, kaisi dhoom macha jaana) - 2