Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Kamjaraf

Script

Verse 1

(sehra sehra ishq firaaye deewaaron se sar takaraaye - 2 dardar ki yeh tokhrein khaye, ishq kisi ko raas na aye ishq misaal-e-barf hai, (kamjarf jarf jarf - 4) kamjaraf hai, kamjaraf hai, yeh ishq bada kamjaraf hai - 2) - 2

Verse 2

ishq machalte tofaan ki dhaara, ishq nikamma, ishq awaaraa ishq ke palle koi bhi pad jaye ho ho, jeete ji woh ashiq mar jaye ishq ??machlata sarf hai, (kamjarf jarf jarf - 8) kamjaraf hai, kamjaraf hai, yeh ishq bada kamjaraf hai

Verse 3

ishq ka jaddo sar chad kar bole, rag rag mein ek zeher sa yeh ghole - 2 ishq se dil pe aag si bhar jaaye, khud se yeh begana kar jaaye akal ka beja sarf hai, (kamjarf jarf jarf - 4) kamjaraf hai, kamjaraf hai, yeh ishq bada kamjaraf hai