Nanhe Munne Bachche Teri
Verse 1
Ra: (Nanhe Munne Bachche Terii Mutthii Me.N Kyaa Hai) \- 2 Aa: Mutthii Me.N Hai Taqadiir Hamaarii Ko: Mutthii Me.N Hai Taqadiir Hamaarii Aa: Ham Ne Qismat Ko Bas Me.N Kiyaa Hai Ko: Ham Ne Qismat Ko Bas Me.N Kiyaa Hai Ra: (Bholii Bhalii Matavaalii Aa.Nkho.N Me.N Kyaa Hai) \-2 Aa: Aa.Nkhon Me.N Jhuume Ummiido.N Kii Divaalii Ko: Aa.Nkhon Me.N Jhuume.N Ummiido.N Kii Divaalii Aa: Aanevaalii Duniyaa Kaa Sapanaa Sajaa Hai Ko: Aanevaalii Duniyaa Kaa Sapanaa Sajaa Hai ...
Verse 2
Ra: (Bhiikh Me.N Jo Motii Mile Loge Yaa Na Loge Zi.Ndagii Ke Aa.Nsuu_O.N Kaa Bolo Kyaa Karoge) \-2 Aa: Bhiikh Me.N Jo Motii Mile To Bhii Ham Naa Le.Nge Ko: Bhiikh Me.N Jo Motii Mile To Bhii Ham Naa Le.Nge Aa: Zi.Ndagii Ke Aa.Nsuu_O.N Kii Maalaa Pahane.Nge Ko: Zi.Ndagii Ke Aa.Nsuu_O.N Kii Maalaa Pahane.Nge Aa: Mushkilo.N Se La.Date Bhi.Date Jiine Me.N Mazaa Hai Ko: Mushkilo.N Se La.Date Bhi.Date Jiine Me.N Mazaa Hai
Verse 3
Ra: (Ham Se Na Chhupaao Bachcho Hame.N Bhii Bataao Aanevaale Duniyaa Kaisii Hogii Samajhaao) \-2 Aa: Aanevaale Duniyaa Me.N Sab Ke Sar Pe Taaj Hogaa Ko: Aanevaale Duniyaa Me.N Sab Ke Sar Pe Taaj Hogaa Aa: Na Bhuukho.N Kii Bhii.D Hogii Na Dukho.N Kaa Raaj Hogaa Ko: Na Bhuukho.N Kii Bhii.D Hogii Na Dukko.N Kaa Raaj Hogaa Aa: Badalegaa Zamanaa Ye Sitaaro.N Pe Likhaa Hai Ko: Badalegaa Zamanaa Ye Sitaaro.N Pe Likhaa Hai ...