Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Hamen Jab Se Mohabbat

Script

Verse 1

Maahi maahi motiyaan waala Mera sona dachiyaan waala Maahi maahi motiyaan waala Maahi maahi motiyaan waala

Verse 2

Humein jabse mohabbat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Verse 3

Fizaaon mein nayi ek roshni hai Havaaon mein ajab si taazgi hai Tum is vadee mein mujhse mil rahi ho Zameen lagta hai jaise ga rahi hai Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Verse 4

Hai lipti dhund mein dilkash nazaare Nadi khaamosh hai chup hain kinaare Hai ek chhoti si kashti aur hum hain Chale jaate hain lehron ke sahaare Suhaani ab lo sangat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai

Verse 5

Humein jabse mohabbat ho gayi hai Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Verse 6

Maahi maahi motiyaan waala Mera sona dachiyaan waala Maahi maahi motiyaan waala Maahi maahi motiyaan waala .