Chadti Jawani Meri Chal Mastani
Verse 1
Hoye, Chadhti jawaani meri chaal mastani tune kadar na jaani rama haaye rama, haaye rama, haaye rama
Verse 2
uljhe kaahe re main hoon surat mein tujhse badh ke kahin thehri tu hai jawaan to main bhi sajeela, kuch kam nahi
Verse 3
Haaye, duniya huyi re mere pyar mein deewani laakhon ki main diljaani rama chadhti jawaani meri chaal mastaani...
Verse 4
woh kaun aisi hai jiska hai roop aisa jaadoo bhara laaye main bhi to dekhun tu jiski dhun mein hai bawara
Verse 5
hoye, uske kadam choome teri jawaani woh hai saher ki rani rama
Verse 6
chadhti jawaani meri chaal mastani tune kadar na jaani rama haaye rama, hoye rama, haaye rama
Verse 7
ab to tohe bataana hoga re kaisi chhab hai meri oh ho maine kahan kab dikhne mein tu hai, aisi buri
Verse 8
haaye dekhe jo mohe tere pyar ki woh rani ho jaaye saram se paani raama
Verse 9
hoye chadhti jawaani meri chaal mastani tune kadar na jaani rama ho rama, ho rama, ho rama.