Chalte Chalte
Verse 1
abhi: huN uN huN huN huN pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye bevafaa ham nahin, bevafaa tum nahin, to kyuN itne gile ho gaye chalte chalte kaise ye faasle ho gaye kyaa pataa, kahaaN ham chale oo roo oo ruu.. huN uN huN huN huN pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye bevafaa ham nahin, bevafaa tum nahin, to kyuN itne gile ho gaye chalte chalte kaise ye faasle ho gaye uN uN uN uN, ho ho ho kyaa pataa, kahaaN ham chale al: pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye bevafaa ham nahin, bevafaa tum nahin, to kyuN itne gile ho gaye chalte chalte kaise ye faasle ho gaye uN uN uN uN, ho ho ho kyaa pataa, kahaaN ham chale
Verse 2
chorus: ho ho ho, ho ho ho
Verse 3
al: duniyaa jo poochhe to kyaa ham kahen, koi ye hamko samjhaa de Thes lagi to pal mein TooT gaye, sheeshe ke the kyaa sab vaade abhi: jaataa hai koi kyuN sapnoN ko Thukraa ke paayegaa ye dil kyaa kisi ko bataa ke chalte chalte raakh ham bin jale ho gaye al: uN uN uN uN ho ho ho bujh gaye, diye pyaar ke abhi: pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye
Verse 4
al: Dooub gayaa hai jaise dard mein dil, aaNsoo bhari hain ab aaNkhen abhi: tanhaaiyoN ki jo rut aa gayee ujDi huyee hain sab raahen al: sochaa thaa paayenge donoN ik manzil ko abhi: raahen jo badlin to tum hi bataa do chalte chalte gum kahaaN qaafile ho gaye al: uN uN uN uN ho ho ho kho gaye, kahaaN raaste abhi: pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai, to ye kyaa silsile ho gaye bevafaa ham nahin, bevafaa tum nahin, to kyuN itne gile ho gaye chalte chalte kaise ye faasle ho gaye abhi: huN huN huN huN ho o o kyaa pataa, kahaaN ham chale al: huN.. kyaa pataa, kahaaN ham chale