Haal Kaisa Hai Janab Ka
Verse 1
Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa? Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa? Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %<Yodell..>
Verse 2
Kishor : Bahakii, Bahakii, Chale Hai Pavan Jo U.De Hai Teraa Aa.Nchal Aashaa : Chho.Do, Chho.Do, Dekho Dekho Gore Gore Kaale Kaale Baadal Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa? Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa? Aashaa : Hoy! Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho Kishor : ##Hmm Hmm,## Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %<Yodell..>
Verse 3
Kishor : Pagalii! Aashaa : A! Kishor : Pagalii, Kabhii Tuune Sochaa Raste Me.N Gaye Mil Kyo.N? Aashaa : Pagale! Kishor : Ha.N? Aashaa : Pagale! Kishor : E?! Aashaa : Terii Baato.N Baato.N Me.N Dha.Dakataa Hai Dil Kyo.N ? Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa Aashaa : Aa Aa, Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa? Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa? Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %<Yodell..>
Verse 4
Aashaa : Kaho Jii, Kaho Jii, Roz Tere Sa.Ng Yuu.Nhii Dil Bahalaaye.N Kyaa? Kishor : Aha! Suno Jii, Suno Jii, Samajh Sako To Khud Samajho Bataae.N Kyaa ? Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai Zaraa Nazar Ko Sambhaalanaa
Verse 5
Aashaa : Haay! Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa ? Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa ? Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa