Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Mili Khaak Mein Mohabbat

Script

Verse 1

Milii Kaak Me.N Muhabbat, Jalaa Dil Kaa Aashiyaanaa Jo Thii Aaj Tak Haqiiqat, Vahii Ban Ga_Ii Fasaanaa

Verse 2

Ye Bahaar Kaisii Aaii, Jo Fizaa.N Bhii Saath Laaii Mai.N Kahaa.N Rahuu.N Chaman Me.N, Meraa Lut Gayaa Thikaanaa

Verse 3

Mujhe Raastaa Dikhaakar, Mere Kaaravaa.N Ko Luutaa Idhar Aa Gale Lagaa Luu.N, Tujhe Garadish\-E\-Zamaanaa