Such Much Main To
Verse 1
--MALE-- (Sach much main to deewana ho gaya Jaane kahan yeh dil kho gaya) - 2 Aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam
Verse 2
--FEMALE-- (Sach much main to deewani ho gayi Apni shuru kahaani ho gayi) - 2 Hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam
Verse 3
--MALE-- Sach much main to deewana ho gaya
Verse 4
Aur kisi pe nazar na thehri Dekha hai tujhko jab se Haan teri mohabbat mil gayi mujhko Aur main kya mangoon rab se
Verse 5
--FEMALE-- Ho, bhool gaye hum dono jahan ko Ishq mein aise choor hue Kho gaye hum to ab yaadon mein Is duniya se door hue
Verse 6
--MALE-- Sach much main to deewana ho gaya Jaane kahan yeh dil kho gaya
Verse 7
--FEMALE-- Hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam
Verse 8
--MALE-- Sach much main to deewana ho gaya
Verse 9
--FEMALE-- Is dharti se, us ambar tak Chehraa tera leheraaye Shonkh bahaaron ka yeh mausam Teri hi khushboo laaye
Verse 10
--MALE-- Hey, dil paagal hai, baat na maane Kaise isko samjhaaoon Kaisa mera haal hai yaara Kaise tujhko batlaaoon
Verse 11
--FEMALE-- Sach much main to deewani ho gayi Apni shuru kahaani ho gayi Hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam
Verse 12
--MALE-- Aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam
Verse 13
--FEMALE-- Sach much main to deewani ho gayi
Verse 14
--MALE-- Sach much main to deewana ho gaya