Hindi · Movie Lyrics
Zahreeli Raatein
Script
Verse 1
(zehreeli raatein neende udd jati hain bhoolu tujhe toh yaad tu aati hain ) - 2 aalam yeh khafa sa hain anjaana sa nasha sa hain zehreeli raatein bhi hain aaisi mere seene ke (zehreeli raatein neende udd jati hain bhoolu tujhe toh yaad tu aati hain) - 2
Verse 2
chahat aaisi hain yeh teri badhti jaaye raahat ek pal na kyo miley bas yeh sataye yaad gehri hain kis tarah dil doob jaaye main jo dekhu khwaab bhi woh toot jaaye (zehreeli raatein neende udd jati hain bhoolu tujhe toh yaad tu aati hain) - 2 aalam yeh khafa sa hain anjaana sa nasha sa hain zehreeli raatein