Kaan Ke Neeche Bajaa
Verse 1
-MALE-- Dil tera hai deewana, tu meri hai deewani Main aashiq hoon mastaana, duniya se tu begaani
Verse 2
--FEMALE-- Haan apni mohabbat mein aaye koi Beech mein har pal sataaye koi Haan beech mein har pal sataaye koi
Verse 3
--MALE-- Kaan ke neeche baja daaloonga Kharcha paani usko de daaloonga Haan kaan ke neeche baja daaloonga Arre kharcha paani usko de daaloonga, haan Hey, love ka yeh pehla kadam hai
Verse 4
--FEMALE-- Sang tere jeena sau sau janam hai
Verse 5
--MALE-- Deewaare hazaaron sanam hain
Verse 6
--FEMALE-- Main teri hoon tu mera, phir kya gham hai
Verse 7
--MALE-- Deewaare hazaaron sanam hain
Verse 8
--FEMALE-- Main teri hoon tu mera, phir kya gham hai Kabaab mein haddi ban jaaye koi Laal rang ka signal dikhaaye koi Ho laal rang ka signal dikhaaye koi
Verse 9
--MALE-- Kaan ke neeche baja daaloonga Kharcha paani usko de daaloonga Re kaan ke neeche baja daaloonga Arre kharcha paani usko de daaloonga
Verse 10
--FEMALE-- Ishq ke aalam mein kya hota hai
Verse 11
--MALE-- Bas pyaar mein yeh dil jaage na sota hai
Verse 12
--FEMALE-- Arre ghoorke jo dekhe teri jaana ko
Verse 13
--MALE-- Voh aaj kya umr bhar rota hai
Verse 14
--FEMALE-- Arre ghoorke jo dekhe teri jaana ko
Verse 15
--MALE-- Voh aaj kya umr bhar rota hai
Verse 16
--FEMALE-- Phoolon mein kaanta aaye koi Heeron ko jhaansa de jaaye koi - 2
Verse 17
--MALE-- Kaan ke neeche baja daaloonga Kharcha paani usko de daaloonga Haan kaan ke neeche baja daaloonga Kharcha paani usko de daaloonga Dil tera hai deewana, tu meri hai deewani Main aashiq hoon mastaana, duniya se tu begaani
Verse 18
--FEMALE-- Haan apni mohabbat mein aaye koi Beech mein har pal sataaye koi Haan beech mein har pal sataaye koi
Verse 19
--MALE-- Kaan ke neeche baja daaloonga Kharcha paani usko de daaloonga Oye kaan ke neeche baja daaloonga Arre kharcha paani usko de daaloonga Haan kaan ke neeche baja daaloonga Kharcha paani usko de daaloonga